Monday, March 16, 2009

Naina

yeh dard bhare naina
inhe kuch hai kehna.
tootey sapney aur khoye chaina
phir bhi kisike khayalon mein...

gum hai rehna.
armaaon ko hai sajal hoke behena
nahin ab iss dard ko sehna.

yeh pyaar bhare naina
inhe kuch hai kehna...
dhadkan ho tum humari
dil main yun sada rehna...

No comments: